Monday, May 1, 2017

Anu Mehta

Zaruri Nahi Jo Baat Mai Kahu Wahi Baat Tum Bhi Keho....
Bus Itni Hai Guzarish Kabhi Naraz Na hona muj say ....
Rab Say Dua Hai Jab Maut Aa jaye Toh Mujhe Pehle Aa Jaygie,
KyuKi Tere Bina Rehna maut say km Nahi……….
Bahot dard deta h  Tera ek pal ka Ignore Krna....
Dekho na koi time tha jab teri
Judai Ke Naam Se Hi Dil Zoro Se Dhadakne Lagta Tha....
Dekho Aaj Ye Kesaa Time Aa gya Hai………
Mujse Teri Judie Ko Bhi Sehna Pad raha hai………
Oye Sunn Zamane Say Dushmani ho bhi jayie Toh Gum Nahi Mujhe....
Pr Tum Zamane k Jesay Mat Ban Jana.......

No comments:

🌙✨ Karwa Chauth 2025 – Beautiful Memories ✨🌙

कल का दिन बहुत खास था… मेहंदी की खुशबू, सजी हुई साजनियां, और जब चाँद निकला, तो मुस्कान खुद-ब-खुद चेहरे पर आ गई 💫 हर साल की तरह ...